Wednesday, November 30, 2011

Home Page

  • Ghazal ( ग़ज़ल )
    • Ghazal-e-Ishq ( ग़ज़ल-ए-इश्क )
    • Ghazal-e-Dard ( ग़ज़ल-ए-दर्द )
    • Ghazal-e-Sharaab ( ग़ज़ल-ए-शराब )


  • Sher-o-shayri ( शेर-ओ-शायरी )
    • Shayri-e-Ishq ( शायरी-ए-इश्क )
    • Shayri-e-Dard ( शायरी-ए-दर्द )
    • Shayri-e-Sharab ( शायरी-ए-शराब )
    • Humourous Shayri  ( हास्य पंक्तिया ) 


  • Kavitayee ( कविताएँ)
    • Humorous Poetry ( हास्य कविताएँ )
    • Love Poetry  ( प्रेम रस कविताएँ )
    • Dramatic Poetry ( वीर रस कविताएँ )
    • Others ( अन्य कविताएँ )
  • English Liners / Poetry ( अंग्रेजी पंक्तिया / कविताएँ )

Saturday, August 28, 2010

>> Aaj fir Dil hai Toota….

Chhoti-chhoti khwahishoN par lamha-lamha marta haiN...

Chhoti-chhoti khwahishoN par lamha-lamha marta haiN
Banke aawara diL,kyuN ?? yuh galiyooN meiN firta haiN

NahiN aasaan yeh mohabbat ka safar aye !! janeeb
Tha pata,Na ishQ kahi milata haiN,Naa kahi bikata haiN

Ha aaisi hii hoti haiN zindagii,yha sab kuch chalta haiN
Meri zindagi meiN tera na hona hi bas mujhe khalta haiN

Bhool jaata soch ke nahiN thi meri kismat woh khusi par
kya kare??yadooN ka chashm aaj bhi diL meiN jalta haiN

Dekh zara!! ab kya haiN?haal uss QatiL-e-masum-e-dil ka
ki ab nazre utha baat karne se kiskadar woh darta haiN

kar chuka haiN QatL itane woh naadan OMi ki,ab fariyaad ko
woh kabhi Mathura,toh kabhi Qaba se darta darta haiN.!!

---------------------

Meri apni Qalam se

Khwaboo ko haqeeqat kar dena....

बारिश की इन बरसती हुई बूंदों की तरह
जाना !! इस दिल की प्यास बुझा देना
सावन में महकती फिजाओ कि तरह
जरा मेरा यह जीवन भी तो महका देना !!

अपने हुस्न की कुछ जादूगिरी दिखलाना
तमाम उम्र के लिए हमे अपना बना लेना
ना हो सिकन, हो बस प्यार ही प्यार जहा
मेरे संग ऐसी ख्वाबो कि बस्ती बसा लेना !!

मिले जो फुर्सत तुझे इस महफिले शहर से
तो जरा हमपर भी थोडा करम फरमा लेना
है येही इल्तजा तुझसे, हमे अपनी सांसो
धडकनों, चाहतो, खवाबो में बसा लेना !!

निकालो जब भी तुम इन रास्तो पर जरा
इस ओर भी अपनी ये नज़रे घुमा लेना..
हो जाये हम घायल देख तुम्हे पल भर में
अपनी नजरो को इतना भी न कातिल बना लेना !!

मिले जब भी नज़रे तेरी मेरी कभी रास्तों में
मेरी जान एक अदा से इन्हें तू झुका लेना..
है बड़ी खुबसूरत यह झील सी आँखें तेरी
सुन जरा ! इनमे सुरमा तू लगा लेना !!

देख कैसे उड़ रही है हवा में यह जुल्फे तेरी
जरा अपनी लहराती जुल्फे तो संवार लेना
कही लग जाये ना नज़र तुझे आशिकों की
जानेजां जरा मुखडे पे घूँघट तू चढा लेना !!

करे जब भी दिल तेरा मुझे देखने को बस
नज़रे घुमा कर जरा घूँघट उठा लेना ...
पढ़ लेंगे हम तेरे दिल का हर एक ख्याल
बस हमे देख तू होटों को हिला लेना !!

और क्या कहे, और क्या लिखे हम..बस
देख के हमे तू दिल की हालत समझ लेना
अब और यु तनहा जिया नहीं जाता ओमी
उनसे कहो आकार इन खवाबो को हकीकत कर दे ना !! 


मेरी अपनी कलम से

BayaN-e-husN uss QatiL kaa...

Pesh hai , mohabaat k naam yeh Qalam..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Unki aahtooN se sare jawan dil Dhadakh jate
Unki khushabu se saare chaman mehakh jate

Jab aate bagooN meiN phool ko sokh kar jate
Dekh k unki jawani sare bhaware behakh jate

Jab hawa meiN lehra unki julfe,chehara chhuti
Uff allah sard dilooN meiN bhi shoole dehakh jate

Bina kuch kiye jab woh nazroN se ghayal kar jate
Bade-bade gyani ko bhi kar wo bada murkh jate

Jab chalate Rasto meiN, AshiQuo k beed lag jate
Dekh unhe bin piye logoN k kadam behakh jate

AashiooN ki inn galiyoN meiN khade " OMi "
Dekh-dekh unhe, yuh hi apni har Gazal likh jate..

Meri Apni Qalm se 

>> " Zindagi ek chhalawa haiN.. "

Tuu kya haiN, kya nahi yeh kaun jane
dur baithi cheezoN ko kauN pehchane
jo barso sath rahate haiN 
ban k apne
wo bhi pal meiN hoo jate haiN anjane

Yaha loog kanO suni baat sach mane
Apni akal lagana yaha koi bi naa jane
Sab ek dusarooN par lanchan lagayee
Aur jaante haiN sirf sach koo dabane

zakhm sabi aate mehfiL meiN dikhlane
dard yaha har koi naa jane chhipaane
bayaN kia gam gaya,dabaya to dard bada
aur fir ek diN haiN woo nasoor banjane

kyu aaj fir tadap kadam chal uthe haiN
k fir kyu nikal pada huN jane maykhane
lagi haiN jo ek aag barso se is diL meiN
fir nikala huN maiN use may se bujhane

yaa parwardigar yeh kya ho raha haiN
kyu log lage huye haiN shole bhadkaNe
charo taraf faili yeh kaisi uljhaN haiN
ki jisko koii naa jaane haiN suljhaNe

har koi pane ki soche na koi khona jane
lad pad ek duze se,ab lage haiN marne
ya khuda ye kaisi basti basai haiN tune
teri kya raza haiN yeh too tuu hii jane

maiN janu ye zindagi ek chhalawa haiN
yha kaun kisko jaNe,kaun kisko pehchane
yha kauN apNa kauN praya sirf khuda jane
"OMi" hum to sirf, aur sirf itana jane………


 Zindagi par likhe ja chukke haiN kai afsane
kabi dard to khushi meiN likhe jate haiN gane
par har sach meiN sabse bada sach haiN yeh
yha log aate hi haiN mar miiti meiN mil jane


Meri Apni Qalm se