Saturday, August 28, 2010

>> Aaj fir Dil hai Toota….

Chhoti-chhoti khwahishoN par lamha-lamha marta haiN...

Chhoti-chhoti khwahishoN par lamha-lamha marta haiN
Banke aawara diL,kyuN ?? yuh galiyooN meiN firta haiN

NahiN aasaan yeh mohabbat ka safar aye !! janeeb
Tha pata,Na ishQ kahi milata haiN,Naa kahi bikata haiN

Ha aaisi hii hoti haiN zindagii,yha sab kuch chalta haiN
Meri zindagi meiN tera na hona hi bas mujhe khalta haiN

Bhool jaata soch ke nahiN thi meri kismat woh khusi par
kya kare??yadooN ka chashm aaj bhi diL meiN jalta haiN

Dekh zara!! ab kya haiN?haal uss QatiL-e-masum-e-dil ka
ki ab nazre utha baat karne se kiskadar woh darta haiN

kar chuka haiN QatL itane woh naadan OMi ki,ab fariyaad ko
woh kabhi Mathura,toh kabhi Qaba se darta darta haiN.!!

---------------------

Meri apni Qalam se

Khwaboo ko haqeeqat kar dena....

बारिश की इन बरसती हुई बूंदों की तरह
जाना !! इस दिल की प्यास बुझा देना
सावन में महकती फिजाओ कि तरह
जरा मेरा यह जीवन भी तो महका देना !!

अपने हुस्न की कुछ जादूगिरी दिखलाना
तमाम उम्र के लिए हमे अपना बना लेना
ना हो सिकन, हो बस प्यार ही प्यार जहा
मेरे संग ऐसी ख्वाबो कि बस्ती बसा लेना !!

मिले जो फुर्सत तुझे इस महफिले शहर से
तो जरा हमपर भी थोडा करम फरमा लेना
है येही इल्तजा तुझसे, हमे अपनी सांसो
धडकनों, चाहतो, खवाबो में बसा लेना !!

निकालो जब भी तुम इन रास्तो पर जरा
इस ओर भी अपनी ये नज़रे घुमा लेना..
हो जाये हम घायल देख तुम्हे पल भर में
अपनी नजरो को इतना भी न कातिल बना लेना !!

मिले जब भी नज़रे तेरी मेरी कभी रास्तों में
मेरी जान एक अदा से इन्हें तू झुका लेना..
है बड़ी खुबसूरत यह झील सी आँखें तेरी
सुन जरा ! इनमे सुरमा तू लगा लेना !!

देख कैसे उड़ रही है हवा में यह जुल्फे तेरी
जरा अपनी लहराती जुल्फे तो संवार लेना
कही लग जाये ना नज़र तुझे आशिकों की
जानेजां जरा मुखडे पे घूँघट तू चढा लेना !!

करे जब भी दिल तेरा मुझे देखने को बस
नज़रे घुमा कर जरा घूँघट उठा लेना ...
पढ़ लेंगे हम तेरे दिल का हर एक ख्याल
बस हमे देख तू होटों को हिला लेना !!

और क्या कहे, और क्या लिखे हम..बस
देख के हमे तू दिल की हालत समझ लेना
अब और यु तनहा जिया नहीं जाता ओमी
उनसे कहो आकार इन खवाबो को हकीकत कर दे ना !! 


मेरी अपनी कलम से

BayaN-e-husN uss QatiL kaa...

Pesh hai , mohabaat k naam yeh Qalam..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Unki aahtooN se sare jawan dil Dhadakh jate
Unki khushabu se saare chaman mehakh jate

Jab aate bagooN meiN phool ko sokh kar jate
Dekh k unki jawani sare bhaware behakh jate

Jab hawa meiN lehra unki julfe,chehara chhuti
Uff allah sard dilooN meiN bhi shoole dehakh jate

Bina kuch kiye jab woh nazroN se ghayal kar jate
Bade-bade gyani ko bhi kar wo bada murkh jate

Jab chalate Rasto meiN, AshiQuo k beed lag jate
Dekh unhe bin piye logoN k kadam behakh jate

AashiooN ki inn galiyoN meiN khade " OMi "
Dekh-dekh unhe, yuh hi apni har Gazal likh jate..

Meri Apni Qalm se 

>> " Zindagi ek chhalawa haiN.. "

Tuu kya haiN, kya nahi yeh kaun jane
dur baithi cheezoN ko kauN pehchane
jo barso sath rahate haiN 
ban k apne
wo bhi pal meiN hoo jate haiN anjane

Yaha loog kanO suni baat sach mane
Apni akal lagana yaha koi bi naa jane
Sab ek dusarooN par lanchan lagayee
Aur jaante haiN sirf sach koo dabane

zakhm sabi aate mehfiL meiN dikhlane
dard yaha har koi naa jane chhipaane
bayaN kia gam gaya,dabaya to dard bada
aur fir ek diN haiN woo nasoor banjane

kyu aaj fir tadap kadam chal uthe haiN
k fir kyu nikal pada huN jane maykhane
lagi haiN jo ek aag barso se is diL meiN
fir nikala huN maiN use may se bujhane

yaa parwardigar yeh kya ho raha haiN
kyu log lage huye haiN shole bhadkaNe
charo taraf faili yeh kaisi uljhaN haiN
ki jisko koii naa jaane haiN suljhaNe

har koi pane ki soche na koi khona jane
lad pad ek duze se,ab lage haiN marne
ya khuda ye kaisi basti basai haiN tune
teri kya raza haiN yeh too tuu hii jane

maiN janu ye zindagi ek chhalawa haiN
yha kaun kisko jaNe,kaun kisko pehchane
yha kauN apNa kauN praya sirf khuda jane
"OMi" hum to sirf, aur sirf itana jane………


 Zindagi par likhe ja chukke haiN kai afsane
kabi dard to khushi meiN likhe jate haiN gane
par har sach meiN sabse bada sach haiN yeh
yha log aate hi haiN mar miiti meiN mil jane


Meri Apni Qalm se 

>> " Jiwan " kya haiN ??

ek diN baithe-baithe maiNe socha,
kuch samjh na aaya toh dusarooN se pucha...
ki " Jiwan " kya haiN ??

bhav-sagar ka zaL haiN,
vartmaan haiN ya bhutkaL haiN
jeeNe ki kala haiN yaa faltu ka jaNjaaL haiN
aakhir yeh jiwan kya haiN.. ??

jawab paane maiN har jagah ghoom aaya
mandir..maszeed har dawar dund aaya
aur ek arsee ke baad maiNe jawab paya,
tab meri samjh meiN sab kuch aaya...

chaliye aap ko bhi kuch samjhata huN..
meri kahani ka saraNsh sunata huN..

k jindagi kabhi khusi,kabhi gam haiN
fir bhii yeh sab ke liye kam haiN
isme prakash haiN, andhkar haiN
Jindagi sukh-dukh se bhara ek sansar haiN.

-->> my own


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Meaning of my typical words

[ bhav-sagar = Fake world, zaL = water, jaNjaal = crap thing, vrtmaan = Present, bhutkaaL = past, dawar = door, SaraNsh = conclusion, andhkar = darkness, Sansar = world ]

Pahale pyar ka Pehala nasha.....

Uss Pahale pyar ka
Pehala nasha...
Mujhko toh bada hii
Dilkash lagaa !!
Pehali naZar me hii
diL chura liya,
Aaisa lagaya nishana ki
Sidha dilpe laga !!
Julfoo kii ghhani chhav ne
Andhera kar diya..

AankhooN me bas gai unki surat
Aaisa kya usne jaadoo kar diya

Apni palko ko jhuka kar
ikraar-e-wafa diya diya
Ek pal me hii uss dilnashi ne
Hume apana kayal kar diya
Iss mausam-e-mohabbat me
boot se khade,
Dekhate reh gaye Omi hum

Uss hiranii ke yauwan ne use
Aaisa Nashaaboor kar diya..!!

---------------------------------
Meri apni Qalam se

Khata hum bar bar kareNge.....

ishQ haiN gunah toh yeh
gunah bar bar kareNge
Karee tuu siitam hazar
par tujh sehi pyar kareNge
tuu tood ye diL lakhooN
par hum tujh se dil lagane k
khata hum bar bar kareNge

tujh se.. aur sirf tujh se
Hii pyar kareNge..



my own

Meri dhadkanoo ki ibadadt meiN....

Chand pagal haiN kitana ki,
andhere meiN nikal padta haiN.
Use kya pata Roz taarooN kii
numaish meiN khalal padta haiN.
aai haiN aaj fir unki yaad hume,
ai meri sansooN zara dhire chalo,
meri dhadkanoo ki ibadadt meiN..
bhi khalal padta haiN...



my own

Woh ek haseen aNdaaz ho tum...

meri diL ki dhadkaNo ki aawaz ho tum
meri Zindagi ka ek haseen saaz ho tum
Jisko KhwabooN me chaha tha maiNe
Haan..meri mohabbat ka woh.........
woh ek haseen aNdaaz ho tum.


my own

Teri aankhooN meiN...

Dekhe haiN hazaroo mehfiL,
par yeh fiZa kuch aur haiN.
Dekhe haiN hazaroo jalwe,
par teri ada kuch aur haiN.
Yuh too bahut dekhi haiN
gehrai samuNdar ki maiNe
Par teri aankhooN meiN...
dubne ka maza hi kuch aur haiN.

my own

^ This Is Truth Of Life ^

^ This Is Truth Of Life ^
-----------------------------------------
Nothing is impossible, if we got dare.
when you start walking, confusions are there.
don’t let down yourself, continue wallking up stairs
don’t get frustrate, if trouble rains your tear.
One thing about life is, it has so many layers,
you can win, if and only you beat your fear.
the one who survive with difficulties, try best
is the only known as, in world, best player .
Nobody can stay forever…….
This is truth of life, we were born & die here
This is the Destiny, which changes rare..
-----------------------------------------
My own draft 

>> Aaj fir Dil hai Toota….

Naa hashi rash aai humee, naa dard sath raha
Yeh ziNdagi toh bas mere liye ek khawab raha


Naa mukammal ghazal likh sake, naa bayaN
Kuch raha toh bas mere sath chuna alfaaz raha


Kaha, kise kahe ? ki kya gam humko das raha..
Jab sara jahaN hii hoo gam-e-dard me roo raha


Har harf-harf hoo jaise shole ki manind jal raha
judai ka har pal hai kehar ban aaj barash raha


Yeh kaisi ajeeb justzoo se huye hai aaj rubaroo
Ki aaj mera har kahwab hii hai mujhe chubh raha


aa dekh tu khuda ! bande ko tune yeh kya diya
Aaj fir tadap mili diL ko, aaj fir hai OMi roo raha

Meri Apni Qalm se

"Missing is more precious"

who miSs who


doesn't matter..





but if u miSS them so trULy,


it wud be grEatter..


itS ur lOVe..shoWinG gRAtitutDe,


And daTS much better.. 





<<..mY oWn..>>

unCompLetE wiTHoUt yOu...


I Am iN loVE wiTh yOu..

mY loVe foR you iS rEaL..

This WorLd iS sOoo CruEaL..
tHey doNt Let Us gO tOgethEr..

whY doNt thEy undErstAnd..
wiTHoUt yOu, mY liFe iS likE...

..boDy WitHOuT "SoUL " ..

whY doNt thEy undErstAnd..
i aM unCompLetE wiTHoUt yOu,

juSt likE mY .. " i LOve yOU " iS

unCompLetE wiTHoUt yOu,
<<..my own..>>

" AshQ bhi nikale toh khoon ke "

" Woh samjh naa paye naino ki bhasha,
Jataya nahi to kyaa Pyar nahi Unn se...
Chal diye woh kisi aur ka hath tham kar..
Sun kar yeh, ashq bhi nikale toh khoonn ke.. "


my own

Bhari mehfil meiN izhaar karenge..

Mahfil main Sabhi doston ko mera Salam....
Ek chhoti si koshish ke saath me ye lines aap logo ko suna raha hu..
Ummeed hai aap sab ko pasand aayegi.....
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
 " Bhari mehfil meiN izhaar karenge "  
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Bhari mehfil meiN izhaar karenge
jee bhar ke tujh se pyaar karenge


De ker guldasta gulab ka tum ko
ishQ main dil ko beqraar karenge


do pal bhi raha nahi jata tum bin
kaho aur kitna intezaar karenge


kho jane de tere baho mein muje
kab tak khud ko bimaar karenge


Chhu ker aaj tere surkh labo koo
tujh per yeh jaan nisaar karenge


Torna pade har Deewaar sarhad kaa
to yeh Gustakhi baar-baar karenge 


Meri Apni Qalam se

Mehboob ke inaayat me...

khuda se naa puch, bandooN se mil k dekh,
IshQ haiN kya aa tu kabhi mujhse mil k dekh.
agar janana haiN tujhe wafa-e-mohabbat,
jara mehboob k inayat meiN sar jhuka k dekh.



my own

Ek juda andaaz huN maiN..

Mohabbat ka sab se juda andaaz huN maiN
naye jamane ka ek naya aagaaz huN maiN
har haseeNo ke dilooN mein haiN jiska basar
mohabbat ka woh banda-e-sartaaz huN maiN



my own

...Jawab hun main

Teri peshagi ke har adayegi ka jawab huN maiN
dekh kar jise maykadii hi hone lage wo sharb huN maiN
sab se juda ek haseeN sa andaaz huN maiN
baharooN se chuNa ek phool lajawab huN maiN



my own

Shayar-e-ishQ

Mana kii tumne khaya har kadam par dhoka haiN
joo beet gaya woh samjhle ek hawa ka jhoka haiN
aa kar lee mohabbat humse bhi tuu do pal keliye
Meri jaaN, hume aajmaNe se tujhe kisne roka haiN..



my own