Shabdo ko tarash ke ghazal bana diya karte hai, hum chak-e-mohabbat par alfaaz siya karte hai @ Saurabh Thawait
Saturday, August 28, 2010
Ek juda andaaz huN maiN..
Mohabbat ka sab se juda andaaz huN maiN
naye jamane ka ek naya aagaaz huN maiN
har haseeNo ke dilooN mein haiN jiska basar
mohabbat ka woh banda-e-sartaaz huN maiN
No comments:
Post a Comment